Tanha saa hoon, Lamha sa hoon thehra huaa
Saansein ye tere bina hai kahaan
Tune kabhi ye naa jaana
Tere liye main deewana
Tune nahi dil pehchana
Jaane naa kyun, Jaane naa kyun [x2]
Aisa hai kyu, rab jaane kyun
Kaise kahoon, kaise sahoon ye dooriyan
Meri nigaahon mein aa, aaja yahaan
Tune kabhi ye naa jaana
Tere liye main deewana
Tune nahi dil pehchana
Jaane naa kyun... Jaane naa kyun
Kuch bhi nahi hai, ab darmiyaan
Aansoo bache hain, khushiyan kahaan
Tu wahan, main yahaan teri yaad aati hai
Na jaane kyun...
Tune kabhi ye naa jaana
Tere liye main deewana
Tune nahi dil pehchana
Jaane naa kyun... Jaane naa kyun
Tanha saa hoon, Lamha sa hoon thehra huaa
Saansein ye tere bina hai kahaan
Tune kabhi ye naa jaana
Tere liye main deewana
Tune nahi dil pehchana
Jaane naa kyun, Jaane naa kyun
Aisa hai kyun Rab jaane kyun...