Phool khile thay - wo pehli nazar..
Shaakhein hilin thin yun bekhabar...
Thodi deewani-si, ya be-asar
Meri zubaan bhi thi.
Meri behaki huyi adaayein
Hain tere liye... o jaana
Shana-nana.. o jaana
Chup-sa rahaa mujhko tera saaya milaa, chhupta raha.
Badla samaa, saaya gaya, phir se nazar main aa gaya.
Tum jo mili ho, mujhmein basi ho..
Tab se yeh haal hai.
Tu mere liye.. hai jaana
Shana-nana.. o jaana